Originally posted by: Manu_986
koi fayda nhi wud be FIL😆😆
Aapki bahurani ne agar veer se kaha to wo udkar jayega aur suraj chand taare sab todkar layega ghar me🤣
Chand aur taaron ka baad mein dekh lenge, Abhi ke liye khidkiyon se hi shuruat hogi. Veer mera beta hai, usse meri baat pehle sunni bhi padegi aur maanni bhi padegi nahin toh usse Bani ko apne maayke chodkar aana padega. 😈