Ya I think Aj ho jayega...
🏏IPL 2026: Mumbai Indians vs Sunrisers Hyderabad, M - 41st, Mumbai🏏
🏏IPL 2026: Gujarat Titans vs RCB, 42nd Match, Ahmedabad🏏
VIDYA DISCARDED 29.4
OIL MASSAGE 30.4
Rumour - Ranveer Singh Demands For Don 3
Toxic Postponed Again
IPL Forum Members' Awards🏆: Spotlight on Our Superstars!🧚
Hai Jawani Toh Ishq Hona Hai Now On 5th June 2026
Ya I think Aj ho jayega...
Originally posted by: dusk2dawn
Chacha..🤣
I mean uske khud ke dad..
Angre bhi maar sakta hai..🤣
Abhi ghar ka jamaai hai and jija bhi..🤣
Angre maare to aryan ki shakal dekhne layak hogi🤣
Bardash nai kar payega😆
Chacha ki possibilities hai maarne ki🤣
Oh,.I thought Vansh will propose her
Even ek spoiler aya tha Vansh propose karega
But pata nai kya hoga
angre ko maarna chahiyeAngre maare to aryan ki shakal dekhne layak hogi🤣
Bardash nai kar payega😆
Chacha ki possibilities hai maarne ki🤣
Meri honevali biwi ko tu ulti sidhi bate sikha raha...ye kehke marega wo
Originally posted by: Manisha_IF
angre ko maarna chahiye
Meri honevali biwi ko tu ulti sidhi bate sikha raha...ye kehke marega wo
Ye aryan kya ab VR mansion ka punching bag ban gaya kya? Koi bhi aake maar ke chala jata hai.. 🤣
Oh,.I thought Vansh will propose her
Even ek spoiler aya tha Vansh propose karega
But pata nai kya hoga
Jaise aaj riddhu sach btane jaa rahi thi
Riddhu hi karegi
Jo wo birthday BTS tha wo mujhe Vansh ka birthday laga
Shayad Riddhu surprise de koi
Angre maare to aryan ki shakal dekhne layak hogi🤣
Bardash nai kar payega😆
Chacha ki possibilities hai maarne ki🤣
Angre mar diya to kya hoga...🤣
aesa hi samaj lo eesha🤣Originally posted by: merryyura
Ye aryan kya ab VR mansion ka punching bag ban gaya kya? Koi bhi aake maar ke chala jata hai.. 🤣
Originally posted by: Sitara77
Angre mar diya to kya hoga...🤣
Pehle jinhone bhi maara Aryan ne kya ukhad liya unka🤣
Aangre Jiju hai family hogya ab toh maar sakta hai
Originally posted by: merryyura
Cheque waste, paper waste, pen waste, time waste.
Sab Aryan ki galti 🤣
Yeh stupid Aryan ke wajah mera time waste ho gaya