Muje pata h muje bahut galiyan padengi but I loved today's drama
Kala -bondita bon is more stronger jitna humne socha.
Ek hi Sahara the bondita k vo hawaeli me vo b mini ne apni taraf Kar Lia
Binoy k Lia aj din Diwali tha
Bete Ka sar b jhuk Gaya. Guroor b toot Gaya or kaanta b Nikal Gaya
Mini ki chal obviously very kamyab planning binoy Jo ki thi.sanp Ka dasa Bach Sakta h lekin Binoy Ka Nahi. Actually show needs strong antagonists binoy is perfect
Gao wali ki dhan Mila lekin mini k papa ko nyay Sab par bhari pad Gaya.
Finally mini k papa gt some lines.
Sampoorna me na to Sam wala bhav h na co POORNA h vo poori ho k b adhuri h bcz jis Ka zamir mar Gaya Jo swarth k hatho bik Gaya uski Khushi b adhoori h vo insan b
Anirudh , mini k pyar me Andhra. Kaks k dard me andha.Lekin ab Nahi Raha bonditan fitoor me andha. The day rudhita gt married I used this word- fitoor and zunoon. And tagged Shashi sumit. I need to be careful they steal fans ideas. Lol.
Anirudh described himself so well. Bondita k fitoor me andha tha. Too andha never sunoed his dad. Too andha ki mini k muskarahat k peeche chhupe gahre ghav ki Nahi Dekh paya. Too andha ki apna future bondita Jo zameen h us k sath udne j sapne dekhne Kaha
Anirudh ne zis zunoon me shadi ki usi Tarah SE seedha zamin me Gira. He needs to realise his mistakes.impulsive desicion.incapability to read the ppl
Jab bondita Ka sach samne ayega he needs to realise his anger is his worst enemy.
When bondita said Mene apka bar bar bharosa toda. Ab Nahi todungi.
Ye phase h trust ki value samajhne Ka. Not only for bondita but Anirudh also. Because he trusts mini blindly.
Ye phase h realise Karne Ka jivan ki koi b mushkil ho koi b pareshani ho Apne sathi SE koi b bat mat chhupao. Koi b rishta pati or patni k rishte SE BADA Nahi hota...
No problem with current track
Edited by reply1997 - 5 years ago