dil ki sunu ya dimag kiOriginally posted by: dusk2dawn
something has shifted inside him. so thoda change toh aaya hai,,
abhi its Mind vs.heart for vansh,,đ
Dil keh raha hai biwi sahi hai par dimag kuch aur hi keh raha hai...
Aur ye banda dimag ki jyada sunta hai aesa lagta hai