woh drunk thodi tha.. Kuch enjoy bhi nahi kar paaye..Originally posted by: merryyura
Vansh already drunk ho chuka tha. Manjulika wale episode mei. Koi fayda nahi hoga iske drunk hone se. šµ
Asli mazaa tab aayega jab riddhima ya phir dono sath mei drunk honge š
Waise ye idea acchi hai dono saath mein drunk honge..