HaanBaat toh sahi kahi aapne...Gora Firangi nhi mila tabhi toh Gora Hindustani pataya maine.... *hahahahhahaha*
Mujhe tom moody ne phool bhi de diya tha.
Aur toh aur
Woh Bill Gates ne mujhe patane ke liye kya kya kiya bechaara.
Maine baav nahi diya.
Isiliye aaj kunwari hoon.
Nojawan hoon.
Sab ke nighaye mujhpe aa ke khadi hojati hai.
Haaaaan.