Arey Bahu chodh.A sudden happiness evolve around my lips with happy tears.. " Sacchi Bua ji, aapne mujhe maaf kar diya"... saying this I stood up and tightly hugged Bua ji " Dhanyavaad Bua ji ab main aapko kabhi bhi naraaz hona ka mauka nahi dungi"... I am so happy to find a mother's love and solace after so many years.....
Chodh mujhe.
Zyada ithara mat ab.
Thoda sa haas kya bol liya.
Tu toh mere upar hi koodh gayi.
Ab bas kar yeh lipathna.
Bas kar Bahu.
Ab meri baat sunn.
Maine kaali pahadi mandir mein mannat maangi thi.
Ke Anmol shadi ke baad bahu ke haath se naryal chadhaungi.
Ek kaam kar tu aaj Dopeher ko mandir chale jaa.
Aur meri mannat ko puri kar de.
Theek hai.
Samjhi na.
Koi karnama nahi karegi na tu Bahu?