Kuch zyadi hi upar rakha hai Mini ne apne aapko... 😵Saurabh: Aniruddh Babu, saudamini malkin? woh apki tarah padi likhi bhi hai, woh khud bhi gusalkhane ka istemaal karti hai. woh acche se samjha bhi payenge aur puri TULSIPUR me iss se zyada padi likhi AUR SULJHI HUI koi hai kya?
Saudamini peeking and thinking ab samjhega yeh that koi nahi aniruddh ke barabari ka mere siva