Originally posted by: munnihyderabad
RB : yeh aap kya kar rahi hai ..
Pre : sabse aapko dhoor le jaa rahi hoon
RB : kyun. ?
Pre : kyunki mujhe aapse baat karni hai
RB: lekin mujhe baat nahin karni , kyunki aap baat nahin karti , aap ilzaam lagaati hai
8 years baadh bhi yeh dialogue still applicable for hyper prerna 🤪
Bajaj bhi ajkal complain karna shuru kar dia