Originally posted by: --Lalz--
Bon to ani: Roshogulla mein bhi aapka aur kaka saasur ka phulauva mooh diktha hai
Ani smilling adoring her
Yaa now a dyas, bondu ek baat Masum sa chahra banake bolde bas, Ani wahi melt ho jata h aur aaj sabse acha uska vo to "Kaka yeh to Bondita ki maa h" humare apni h 😅 aise bol raha tha jaise Bondita ki nhi England ki queen ki maa ho 😅😅

