Binoy is such a self contradicting man🤣
Yeh hi kehta rehta hai bass do din baad ye ladki chali jaegi
And then today - kya kehete the aap trilochan daa, saal ke pehle din jo kaam karte hain,saal bhar vahi karna padta hai. Iska matlab saal bhar Anirudh gandagi saaf karta rahega
Matlab saal bhar ke liye Bondita ghar mein hi rehne wali hai yeh decide karlia kya isne? 🤣
What does he actually want?