Originally posted by: abhilashasharma
Dialogue highlights of the day:
1. Woh aapki bahu bhi hai
2. Mishti aur adjust nahin kar sakti
3. Mishti ki di huyi seekha bhi is ghar ko yaad hai
4. yeh kaisa ghar hai, teen mahine agar door raho, toh rishta bhool jaate hai. Yeh kaisa pyar hai, roz agar call karne par bhi kam ho jaata hai
5. toh yeh test chal raha hai mera
6. Kuhu, mujhse baat karo, Mishti se baat karne ki zaroorat nahin hai
7. Kya yeh baat Kunal ko pata hai? (I like that he said Kunal, instead of Nanko)
8. Main is baare mein baat nahin karna chahta maasi
9. Agar tumne sach mein mujhe bro maanti hai na, toh Mahashivratri ke din, mere drink spike nahin karti. Tumhare life mein jo bhi galat ho hai, Mishti ke wajah se hota hai na, toh Mishti ne kaha yeh karne ke liye
10. Kabhi apni galti ke liye sorry nahin kaha, apni galti nahin maani, yeh Mishti ke wajah se hua tha?🥳
11. Unfair toh main Mishti ke saath tha. Main uski baat nahin maani😒
12. Thats it. Enough Now Kuhu. Ab tumhein samajna padega ki Mishti aur adjust nahin karegi😎
13. Agar Mishti ko kuch hua na... toh main😈
14. Agar aaj tumne give up kar diya na, tootegi tu lekin, bikhrega Abir.. Main Abir ko kuch nahin hone de sakti.
Endearing part, when Mishti tells herself -"Wahi kar jo Abir tumse karne ho kehta hai... Breathe... Breathe..."❤️
Gramaphone dialogue of the day:
1. Main teen mahino Kunal se door thi, maine kuch kaha kya?
2. Teen mahine is ghar ko sambhala hai
3. I hate her
striking is better than emoji haina😲😆
I cant believe I saw the episode twice just to see the two hall confrontation