I have been listening to this song in loop. Wanted to share this beautiful song to everyone who is hurting or mourning the lost of someone.
Sadly can't share the link, can someone please share?
youtu.be/fTu4pzkm_ag
Woh Jahaan
Lyrics
Neela aakash
Jo ik samandar hai
Usme kahin koi
Aisa sitara bhi hai
Jisme dusri
Ik duniya ho basi
Jisme ho jagti zindagi
Par humse alag
Humse judaa
Ik nishaan bhi na
Ho jaha dard ka
Jeena jahan
Ho nahi mushkil
Koi rota na ho
Chain khota na ho
Ho ye sabko yaakin
Koi tanha nahi
Na kabhi
Toote kisi ka dil
Woh jahaan
Koi dukh ho na
Na ho koi gham
Woh jahaan
Palkein na ho namm
Dilo mein
Hona deeware
Na dooriya
Woh jahaan
Poore ho armaan
Neele aakash ke
Iss samandar ka
Chand ki kashti mein
Maine kiya hai safar
Dhoondhti ho agar
Tum jo duniya haseen
Woh duniya hai yahin
Woh yahin hai kahin
Haan magar
Uske chehre par
Nafrat ki zulm ki
Ik dhul hai jamm gayi
Haan magar
Uske tann pe lipti
Lalach ki hai
Zanzeer toh
Ho duniya te
Aate tham gayi
Uske chehre se
Yeh dhool hatt jaye to
Uske tann se ye
Zanzeer katt jaye to
Dekhna phir yahan
Iss zameen par
Hi hogi woh duniya
Woh jahan
Koi dukh ho na
Na ho koi gham
Woh jahan
Palkein na ho namm
Dilo me
Hona deeware na dooriya
Woh jahan
Pure ho armaan
15