Duryodhan ne kaha ki use rajya nahi chahiye yudh ke baad woh yudhishthir ko rajya de dega ab main rajya le kar kya karoonga
Rajya dena hai to yudh ke pehle de do . Pehle yudhishthir ko rajya de do phir yudh karo yudh ke baad rajya kyon dena jub rajya nahi chahiye. Yudh ke pehle rajya kyon nahi dete
Abhi duryodhan khuch der pehle keh raha tha ki use rajya nahi chahiye , woh yudhishthir ko rajya de dega
Ab keh raha hai ki woh to 5 pandav ko marna chahta hai? Yudhishthir ko rajya dena bhi chahta hai aur paanch ko pandav ko maarna bhi maarna chahta hai . Yeh to baate virodhabaas hain
Sri krishna was laughing at duryodhan talk ki must be thinking ki kitna bada drama karta hai yeh duryodhan just like father dhritarashtr always doing drama