"ye kya ho raha hai" i don't understand........
ridz,how to become a good listener "kya tumhe ye bhi sikhana padega"
armaan ki baat suno to................
abb to hadd hi ho gayi, she says to armaan "yeha se nikal jayoo"
"ager armaan ko pasand nahi karti too ushe lane kyo gayi".....
ridz, "bolne se pehle kuch soch to liya karo kahi baad me rona pade"
"ye bhi koyi baat hai ki jab maan kiya jaane ko kah diya aur jab maan kiya to manna liya"
WHAT IS THIS,RIDZ😡
"gussa to armaan bhi hota hai par vo tumse nahi kehta ki yaha se chali jaayo"
then why you.........?????????????????
what are you think guys,tell me/us..