Originally posted by: _._shibani_._
Kitchen nahi, rasai, yaa bhojan varga😆
Rasoi griha , ya bhojan kaksh..
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 19th Nov '25
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 33
TAMING BACK 19.11
ACCIDENT MISS 20.11
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Nov 19, 2025 Episode Discussion Thread
Aishwarya Rai and Sachin Tendulkar in Puttaparthi
Shah Rukh Khan and Salman Khan dancing at wedding.
Fake PR - Priyanka Chopra
Halloween Writing Contest Voting
FIR Against SS Rajamouli
The Dr Kaira Chapter.
Originally posted by: _._shibani_._
Kitchen nahi, rasai, yaa bhojan varga😆
Rasoi griha , ya bhojan kaksh..
Originally posted by: dusk2dawn
Pranipat devi Tiara..🤗
Sab kushal Mangal hai..
Hum apne ghar ke kumbhkarna ko jagaane mein vyast the..🤣
You mean your saasuma ka putra, matlab jeeju 😆
Originally posted by: dusk2dawn
Rasoi griha , ya bhojan kaksh..
Dhanyawad devi,
Hum aage yaad rakhenge
Originally posted by: dusk2dawn
Rasoi griha , ya bhojan kaksh..
Ji haan, kshama chahenge🙏
Originally posted by: tournesol
You mean your saasuma ka putra, matlab jeeju 😆
Ji devi wohi.. wohi toh hai humaare ghar ke ek matra kumbhakarna hai..😆
Hum bhi ajkal kitchen mein pehle se adhik sahyog karte hai 😆
Aur baad mein apne liye noodles bana kar late hai 😆
Originally posted by: _._shibani_._
Ji haan, kshama chahenge🙏
Kshama ki koi baat nahi hai deviji..
Hum matra prashna puchh rahe the ki inn dono mein se kya kahenge?? Dono satya hai?
Originally posted by: _._shibani_._
Kitchen nahi, rasai, yaa bhojan varga😆
Dhanyawad devi, humein smaran nahi tha 😆
Originally posted by: dusk2dawn
Ji devi wohi.. wohi toh hai humaare ghar ke ek matra kumbhakarna hai..😆
Hum bhi kabhi kabhi kumbhakarna ban jate hai, par zyadatar ratri k samay 😆 Ratri mein nidra purna nahi hoti to din k samay 😆
Originally posted by: tournesol
Hum bhi ajkal kitchen mein pehle se adhik sahyog karte hai 😆
Aur baad mein apne liye noodles bana kar late hai 😆
Haha, yeh acha samay vyathit karne ka aur mata ko sahyog deneka.
Parantu devi aapko aalag se noodles kyun bannana pada?