Nahi Maya kabhi bhi Rudy boy ko reject karengi...woh usse manayegi☺️
Hum bas Rudy boy ki vichar pravriti ki baat keh rahe the. Maya to unhe cute tarekon se manati rahegi.
VANI IS WINNER 🏆 30.1
YRKKH SM updates, BTS and Spoilers Thread #128
KOKH SE JANM 31.1
Abhira's Princess:Vani ❤️ -Official AT
🏏WPL 2026: Match 19: MI W vs GGT W at Vadodara on 30/01/26🏏
Mardaani 3 - Official Reviews And Box Office
Should we go for a refresh?
What's this Precap??🙄
Will Noina’s doings be exposed in this season?
End of the road for Bollywood middle cinema
'Don't be Shy' - Alia Bhatt s new production for Amazon Prime
Promo#3 : Mr. & Mrs Parasuram
Official Teaser - The Kerala Story 2
🏏 New Zealand vs India 5th T20I in Thiruvananthapuram 7 PM IST🏏
Nahi Maya kabhi bhi Rudy boy ko reject karengi...woh usse manayegi☺️
Hum bas Rudy boy ki vichar pravriti ki baat keh rahe the. Maya to unhe cute tarekon se manati rahegi.
Originally posted by: tournesol
Apko bhi suprabhat 🤗
Asha hai apka dainik jeevan kushal mangal chal raha ho.
Humne apse prerna lekar shudh hindi mein vartalap karna prarambh kiya hai 😆
Dhanya bhagya humaare devi ki aapne humse prerna li..
Humaara dainik jeevan asta vyasta ho gaya hai door darshan yantra ko vajah se.. use dekhte dekhte raat 3.30 baj gaye aur uske pashchaat hum nidra mein lin huye..
Aur jab jaage toh surya dev aakash mein madhyanha ki taraf prasthan kar rahe hai..11 baje hai ..
Humaari sari dincharya asta vyasta ho gayi hai jaise vartmaan samay mein MayRa ka jeevan ho gaya hai.
Originally posted by: tournesol
Hum bas Rudy boy ki vichar pravriti ki baat keh rahe the. Maya to unhe cute tarekon se manati rahegi.
Satya Vachan... Maya to unhe cute tareekon manati rahegi...
Originally posted by: tournesol
Hum bas Rudy boy ki vichar pravriti ki baat keh rahe the. Maya to unhe cute tarekon se manati rahegi.
Acha acha..hum abhi samajhe
Arre haan kitna cute hoga woh nazaara
Originally posted by: Nikki_srk
Aapko bhi suprabhat...
Aapko dekh kar hume atyant prasannata hui... 🤗
Aasha hai aap bhi kushal mangal hongi...
Ji devi hum sakushal hai..
Aapka darshan kar ke hame bhi atyant prasannata huyi..🤗
Originally posted by: dusk2dawn
Dhanya bhagya humaare devi ki aapne humse prerna li..
Humaara dainik jeevan asta vyasta ho gaya hai door darshan yantra ko vajah se.. use dekhte dekhte raat 3.30 baj gaye aur uske pashchaat hum nidra mein lin huye..
Aur jab jaage toh surya dev aakash mein madhyanha ki taraf prasthan kar rahe hai..11 baje hai ..
Humaari sari dincharya asta vyasta ho gayi hai jaise vartmaan samay mein MayRa ka jeevan ho gaya hai.
Aww.. apna dhyan rakhiye, swastha rahiye aur nidra purna kijiye 🤗
@last line 🤣
Originally posted by: tournesol
Hum bas Rudy boy ki vichar pravriti ki baat keh rahe the. Maya to unhe cute tarekon se manati rahegi.
Cute nahi...hume hot chahiye🤣
Originally posted by: dusk2dawn
Ji devi hum sakushal hai..
Aapka darshan kar ke hame bhi atyant prasannata huyi..🤗
Ye jaan kar hume bhi atyant prasannata hui ki aap sakushal hain...
🤗
Abhi to matra kuch din hue hai, iske paschat aur kya kya karna hoga ye ishwar hi bata sakte hai 😆
Originally posted by: dusk2dawn
Dhanya bhagya humaare devi ki aapne humse prerna li..
Humaara dainik jeevan asta vyasta ho gaya hai door darshan yantra ko vajah se.. use dekhte dekhte raat 3.30 baj gaye aur uske pashchaat hum nidra mein lin huye..
Aur jab jaage toh surya dev aakash mein madhyanha ki taraf prasthan kar rahe hai..11 baje hai ..
Humaari sari dincharya asta vyasta ho gayi hai jaise vartmaan samay mein MayRa ka jeevan ho gaya hai.
Aap to phir bhi 11 baje jaage ...humara to 12 baj gaya tha