Namaste deviyon..
Ap sab kaisi sthiti mei hai?
🤣
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread - 18th September 2026
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 19th Sept 2026 WKV
Deepika and Ranveer welcome second daughter 👶
🥇🥈🥉Asian Games 2026: Aichi-Nagoya, Japan 19/09 - 04/10/26🏏🏑🏓
FF: Always You - Chapter 2 Posted
Namaste deviyon..
Ap sab kaisi sthiti mei hai?
🤣
aap sab gopiyaan unki chhavi ko mann mein sthaan diye huye hai...❤️
baahar jagat mein aapatkaalin sthithi ka nirmaan huva hai..
par hum sab humaare grih mein aur parivaar ke saath sakushal hai devi...
Originally posted by: -Ayushi-
Hum aapki mansha samajh sakte hai devi
Itna vyakul na ho
😆
Sab moh maya hai🤣
kya kare devi Maya ki aisi maya hai ki hum unke mayajaal se nikal nahi paa rahe..😆
Namashkaar Devi
Meri toh bahut vyakul sthiti hai
btw vyakul means anxiety?😆
Shivin naamak vyakti ne ghayal kiya hua hai sabko🤣☺️
ji devi vyaakul maane chintit.. = anxious..
vyakulta = anxiety
Originally posted by: dusk2dawn
baahar jagat mein aapatkaalin sthithi ka nirmaan huva hai..
par hum sab humaare grih mein aur parivaar ke saath sakushal hai devi...
Devi Darshi aapko mera koti koti pranaam
Shudh Hindi ki Shabdkosh ke liye👍🏼🤗
Originally posted by: dusk2dawn
kya kare devi Maya ki aisi maya hai ki hum unke mayajaal se nikal nahi paa rahe..😆
Koi na koi upaay zaroor milega hum sabko, Is mayajaal ko to Rudra hi hal kar payenge ab😆
unka naam swayam shivji ke naam se prerit hai..
parantu unke gunn prabhu shree krishna jaise hai...
unke aas paas itni gopiyaan jo rehti hai...😆