Originally posted by: KunwaariDaayan
Yaar sab kuch inna seriously kyun lena hain.
Joke hi tha aur Sallu ka way of joking aap ko bhi pata hoga.
Laxatives Chai mein dena aapko inna bada mudda nahi laga aur yeh wig wala joke lag rahe hain. 😆
Kch becharo ki sulag gayi Asim ki aukaat dekh ke...Rashami ne bechare ki Baja di...cry baby🤣