Asim ko bas SS ki memory share karni thi himanshi k return k kar leta medal jeetnay ki karta umar se miknay ki karta kuch bi karta lekin pata nai kya soft spot hai for Sid is ko n medal tak de diya .
Sach main dodo hai kya karain samajh nai aata.
Itna kuch hua phir bhi kabhi to kuch bura Bol leta ya bura karta kam se kam bashing ka reason hi hota.