Agar pyar nahi hai to sansein kyun rukh rahi hain
Agar pyar nahi hai toh dhadhkan tez kyun ho rahi hain
Maine sab suna tha jo tumhne kaha tha aur joh tumhne kaha bhi nahi
Main tumhe kahi bhagne nahi dunga Meri pyar tumhari hadh hain
Yeh haath maine chodne ke liye nahi pakda tha
Pyar dard nahi sukoon detha hai
Pyar haasil karne main nahi fana hone ke liye hai
Aaj se main apni puri zindagi tumhare naam kartha hun
Maine tumse hi seekha hai maya jisko pyar karo toh uske zindagi main itna rang bardo ke kala rang bhi uske samne peeka pad jaye
Mera pyar tumare andheron ko dur karega
Mera pyar tumhara bandan hoga
1) Main tumse waad karta hun ki aaj ke baad humare beech koi nahi aayega bhagwan bhi nahi
2) Main tuumse wada karthi hun khud se pehle tumpe barosa karungi. Meri zindagi ke andhere tumhare kushi aur ujaale nahi cheen payenge
3) Man tumse wada kartha hun Andhere kitna bhi gehere kyun na ho main humesha ujala bankar tumhare samne kada rahunga, jahe kushi ho ya gham zindagi ho ya maut (stops him)
4) Main tumse wada karthi hun Main humesha saath rahenge jab tak zinda hun tumahre pyar ki ifazat karungi aur jab maut aayegi sirf tumahra haath mere haath main hoga Mere sanson pe sirf tumhara naam hoga aur mere ankhon main sirf tumara chehra hoga
5) Main tumse wada karta hun aajse tumhara har pyar mera pyar oga tumhari har nafrat meri nafrat hogi. Tumhara har barosa mera barosa hoga tumhare har ansu mera ansu hoga
6) Main tumse wada karti hun tumse pyar ki har kasam nibhaungi
Main bhi
Par ek kasam meri khud ki hai MJ ke barbadi ki
MJ ke liye meri behyad nafrat ki baazi rudra tumse jhuda mera behayd pyar jeetega
Abh mera badla MJ ki barbadi aur maut se pura hoga
Aur meri takat tumhara pyar banega
I love you
Love you too
Shaadi ta tofa nahi doge
Mang kar toh deko jaan bhi de dunga
Waada karo ek wada jahiye
zindagi main bas ek hi cheez mangungi
bina kisi sawaal ke bina kisi jawab ke bina kisi jijak ke de doge
(I think she will ask Rudras death)