Posted:
Lol paras dance karte waqt jab miranda/fanta pop kar raha tha itna pressure se, haath mai dard nahi ho raha tha kiya aur kaam ke waqt asim ko kehta hai bahana nahi karo
I thought uska haath na nikaljaaye can someone post as a gif plz haha