Salam and hi
Mahira ki awaz🙄
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread 30th Sep 2026
🏏West Indies tour of India 2026: 2nd ODI - on 30/09/26 @2:00 PM IST🏏
🏏Asian Games 2026: 2nd Semi-Final: India vs Sri Lanka on 01/10/26🏏
🏏Pakistan vs Bangladesh, 1st Semi-Final, Asian Games 2026🏏
Salam and hi
Mahira ki awaz🙄
Mahira ka kya masla ho gaya abhi?
Asim main bhi kisi se Pyaar karta Hoon aur woh kisi aur se karti hai 😭😭😭😭
Mahira -Ye jo zabardasti ka tag vaala triangle banta hai mujhe usse masla hai. Ja na uske paas maine kabhi roka hai?
Paras - Nai tune kab roka hai. I love only Mahira.
Mahira - Ye problem nai hai iss cheez ka mazak mat udao mai beech me nai aayi hoon.
do she need a reason for masla 🤣Originally posted by: TrickyMind
Mahira ka kya masla ho gaya abhi?
Pahira nautanki😂😅
They realized k ab love angle k ilawa kuch nahi bacha inke pas😂
Paras loves Mahira openly saying sun lo akansha nd Vikas 🤣Isko ye Genuine lgta hai jbki 3 ldkiyo ko ghuma rha hai...
Paras k hath mai lagi hui hai phir bhi khila raha hai injured hath se mahira ko
Oky got it whats her masla..
Paras - I love only Mahira
Mahira- maine yeh nahi bol rahi.. muje lagta hai mai beech mai aa rahi hu..
Asim main bhi kisi se Pyaar karta Hoon aur woh kisi aur se karti hai 😭😭😭😭
Iske is pyaar ne isse Majnu Bana diya 🤣