Arti was right today in argument with asim......asim gave wrong reason for nomination .....aarti was very right.....asim ne uske liye stand nahi liya tha jab woh sab ho raha tha.......usne apni ladai mein woh baatein paras ko boli taaki paras bura dikhe......she was absolutely right in the argument. Asim fights mein aisa karta hain ......woh sid ko mahira waala sunata hain jabki jab mahira waala hua tha tab asim khud sid ke saath khada tha. Agar asim latest task ka example deta....ki aap stand lene lagte ho bina samjhe......aap mujhpar mahira se jyada chillaye jabki maine aapko aapka letter diya tha.....aapne meri baat samajne mein kaafi waqt liya.....toh i would have agreed with him.