Originally posted by: MunnaBadnamHua
Shukla intiated hug talk n then Paras started spewing venom lol Mera Bhai parag blah blah blah bhut marega parag chabra ko
Haan bhai Sid bhi 100% wohi kehna chah raha tha jo Paras ne kaha. Tabhi usnay woh topic start kiya warna Paras ko toh pata hi nahi tha wkw pe Asim aur Shefali ke hug ke baaray mein as he was out of the house lol.
Lekin Sid ne jaan boojh ke ek chingari di Paras ko aur nakli mastermind ne over smartness mein sab rubbish ugal diya 😂😂😂
So joh cheez Sid tv pe public ko sunana chahta tha woh sunwa bhi di par khud apne upar se blame bhi hatwa diya Paras ke saamne khamosh reh kar 😂😂😂
Yaani keh Paras ke kandhe se bandook bhi chalai aur Paras ko pata bhi nahi chalnay diya 😂😂
Ab sara bill Paras pe phattay ga Parag ka jab ke reality mein teeli Sid ne lagai thi aur phatna Sid pe chahye Parag ko 😂😂