Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 12th Sept 2026 WKV
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 13th Sept 2026 WKV
🏏1st T20I, Afghanistan vs India in 2026: Arun Jaitley Stadium, Delh🏏
Preity vs Kareena next week ..Which film is your first choice?
🏏Women's Asia Cup 2026: Final: Sri Lanka W vs India W on 13/09/26🏏
Muntik FF: Aitraz
KN Sirav Sidmaira Pranak FF: Yaadein
LOL at shukla fans providing theories to transfer the biasedness to rashmi😆
Originally posted by: Chingaari
Aaj toh sab hadd paar ki gayi hain!
Gobar ko Heera bata ke becha gaya hai
Waise the way that Shukla was behaving when Sallu was saying ke us-se baat hi nahi karni and all. Sallu se bhi badtameezi - sach much ka raja samajhta hain khud ko. Sallu seems fed up of having to do his bhakti - and now has to sehn karo his badtameezi too. I’d feel bad for Sallu - but nah, bahut crores milte hain usko, and bahut bokwaas bhi karli ab tab usne - so no sympathy for him jaa 😆
vindu toh BB ke baad yeda republic mein shukla ke saath party ke plans bana raha hai😆
Aaj Mahira bohat khush hogi kal bad-dua di ke tu pyaar se mehroom rahe kabhi pyaar na mile...aaj qubool bhi ho gayi
#PatheticMahirasharma
Waise the way that Shukla was behaving when Sallu was saying ke us-se baat hi nahi karni and all. Sallu se bhi badtameezi - sach much ka raja samajhta hain khud ko. Sallu seems fed up of having to do his bhakti - and now has to sehn karo his badtameezi too. I’d feel bad for Sallu - but nah, bahut crores milte hain usko, and bahut bokwaas bhi karli ab tab usne - so no sympathy for him jaa 😆
Main toh kehti hun shukla khoob battameezi kare sallu se...pata toh chale sallu ko ke kaisa lgta hai
Bhau ne aaj badiya sunaayi -- sir agar aap humari jagah hote tab sana ka pata chalta aapko bhi
Senti kar ditta 😒Originally posted by: Chingaari
Aaj Mahira bohat khush hogi kal bad-dua di ke tu pyaar se mehroom rahe kabhi pyaar na mile...aaj qubool bhi ho gayi
#PatheticMahirasharma
Poor rash !!
Bhau was on a savage mode today..Originally posted by: Chingaari
Main toh kehti hun shukla khoob battameezi kare sallu se...pata toh chale sallu ko ke kaisa lgta hai
Bhau ne aaj badiya sunaayi -- sir agar aap humari jagah hote tab sana ka pata chalta aapko bhi
Aue bhi suna diya pehele aap 6 din k video dekho pata chalega aap ko hum kya jhelte hai 😂
Originally posted by: Chingaari
Aaj Mahira bohat khush hogi kal bad-dua di ke tu pyaar se mehroom rahe kabhi pyaar na mile...aaj qubool bhi ho gayi
#PatheticMahirasharma
Kaali zubaan hai iski 🤢
Originally posted by: kurkure26
chingu hates shukla too🤣
sana ko money bag de de and shukla ko trophy
sidnaaz fans happy
waqt badalte der nhi lagti, chinguji ki panauti hat gyi to fir inka ky hoga?