Originally posted by: Alexia_Wilson
Ab MJ ke saath kya naaam jodegi🤣
Main uspar bhi ff likh lungi
Maya ke saath sab beyhadh hota woh pyaar ho ya nafrat
Maya ka pyaar puri duniya jala ne ki takat rakhta hai
Tu uski nafrat uss insaan ki duniya jalane ki takat rakhta hai
abhi nam nei jod sakti .. beta bhi , bap bhi .. sabko ekhi bandi se kaiko joding .. bechari maya ko sas lene de .. pehle rishi se toh nipat le 😆