Originally posted by: Chingaari
Bohat gandi insaan hai ye...
Unseen dekha aaj ek...bhau jo itni gandi gaaliyan bak rahi thi 🤢
Bb bade dhyaan se laadli ki baatein edit karta hai warna 1 din mein naqaab utar chuka hota
Aur tareef karte raho. 2.5 mahine air karni hai. 😳