Eww haan - Sallu ko bahut pasand aata hain toilet humour.
Phir Paras ko bash karega Sallu...
Shukla ki taarif...
Phir Debo ko bash...
Shukla ki taarif...
Phir Kesari ko bash...
Shukla ki taarif...
Phir Asim ka number...
Phir Mahira toh hain hi - Sallu ki punching bag no. 1
Bas phir kya? Shukla Ko Pyaar...erm...matlab Weekend ka Waar khatam 😆
Devo ko TV ka plug kaat dena chahiye apne famous chaaku se. Na rahega baas, na bajegi Salman ki basuri 😆