Bigg Boss adopted 25 year old kid. celebrations toh banta hai boss. badhai ho bigg boss, pachhis saal ki bachhi ka papa bann gaye aap🥳
https://twitter.com/i/status/1192003868353155073
Sana baby: Siddharth mera fraand hai, mujhe dhoka de raha hai. meko yahan nahi rehna hai. meko bahut ganda feel ho raha hai.....bohoo hoo😭
BB papa: Siddharth toh tha aapke saath, hamesha tha. aap kabhi bhi upset hui, wo hamesha apke saath raha🤗
Har ghadi badal rahi hai roop bachhi ki
Sid hai kabhi kabhi hai Paras group ki
Har pal yahan khelte raho
Jo hai sama kal ho na ho

