Mujhe laga tha sidekick karega ek din ye sab kyuki Gauti ki tarah aadha nanga jo ghumta rehta hai poore ghar mein biscuit pack dikhate hue par uske paas masoom bacchi jitna shaatir dimaag kaha 😆
National Film Awards Announced - Yami Gautam Kartik Aryan
Ramayana - Trailer Launch Pratham Sankalp
🏏India tour of England, 2026: Eng vs India, 3rd ODI, Lord's, London🏏
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 Finale (July 19 p1)
Mujhe laga tha sidekick karega ek din ye sab kyuki Gauti ki tarah aadha nanga jo ghumta rehta hai poore ghar mein biscuit pack dikhate hue par uske paas masoom bacchi jitna shaatir dimaag kaha 😆
Dekh lena isko mein aaj ke aaj ghar se nikalwaungi beta 😆
Originally posted by: Chingaari
Thanks raam...Dey bahar aake bhi kaamyabi ki oonchaaiyaan choo raha hai wahan wo log aapas mein larh marr rahe hain
Dey haar ke bhi Jeet gaya❤️
ys, usne to dil jeete hain, ye BB ki trophy ky cheez hai.
This is the best 🤣
Originally posted by: TheBigTamasha
Mujhe laga tha sidekick karega ek din ye sab kyuki Gauti ki tarah aadha nanga jo ghumta rehta hai poore ghar mein biscuit pack dikhate hue par uske paas masoom bacchi jitna shaatir dimaag kaha 😆
biscuit pack😆
ladki khel gayii...Ratta maar ke aayi season 8 ka ..shukla mein papa punz bhi mil gaye
🤣 chinguji, y pav kilo ka haath..
😆
inn logon ko jab bhi footage chahiye hoti hai paras ke paas aa ke uska ghanta baja dete hain


cute meow

Originally posted by: Chingaari
😆
inn logon ko jab bhi footage chahiye hoti hai paras ke paas aa ke uska ghanta baja dete hain
han, uske swami usse chhodkr, baki sabko footage deta hai .
issko bhi BB ki hawa lag gyi!