Sabki class lagi n right topic ko lekar lagi jo mai bolna chahati thi contestants ko wo sab Salman ne bol di👏bas sana ki bhi barabar class lagti to by far ye session ka best unbiased wkw hota ye but punjab ki katrina ke liye karab kar diya. Anyways funny moments of today's epi Bhau ka Rashmi to dukh yaari aatma n Aarti ko jaha wajan waha bhajan bolna😆salman ko Bhau ka intro vedio pasand nahi aaya par interaction ke baad he was very good with him n wo tehseem boht zada overconfident hai paras se bhi zada Salman ne sahi kaha dekh lena 1-2 week me he na nikal jao😆 n highlight of today's epi Rashmi ne ki Shukla ki chaplusi lol