Aaj kya palti mari hai ladki . Shukla ke against thi kal tak aaj ekdum se paras galat usko neg point n jo dey ko kal task ke Baad kuch nahi boli par aaj ladki ki izzat ke upar itna bada bhasanđek no ki palti baz hai jaha hava ka rukh badalte dekha waha khud he mud gayi n usne jaldi se pakad bhi liya jab Salman ne bola ki Kyun ki Shukla akela sabpe bhari padh raha hai she said yes yes..shes quick n intelligent also bus Rashmi se durr rahe khudka dimag use karke khele boht durr tak jayegi sayad winner bhi ban jaye
