I also had same thought like you guys that when kalyani would have hair bun n all that stuff, malhar will be feeling weird. So tried my hands at a short story as an incident. Hope you like it.
-----------------------------------------------------------------
Kalyani wearing a nice pink suit but hair tied in a bun, small button earings, least decked up with very serious face. She has not spoken a total of 5 sentence since morning. It's almost breakfast time like 2 hrs, itne me toh duniya bhar ki katha suna chuki hoti toh aaj ise kya hua, Malhar was thinking.
She came there with his Coffee and Pohe, just kept it on side table n said ji nashta. And turned back to go. Malhar puzzled said Ruko Kalyani
K - Ji malharji
M - Ab ye kya naya natak shuru kiya hai tumne?
K - (ummmm….yaad kar kalyani ab tune kya kiya)
M - Kalyani...tum phir se muh me badbadane lagi..
K - nahi Malharji maine soch liya maine kya kiya ab kuch bhi toh nahi kiya hai
M - toh ye kya huliya bana liya hai? Aur bol kyun nahi rahi ho subah se
K - (abhi kya karu, bolu toh problem na bolu to problem! Jaan lenge kya bachhe ki?)
M - dekho kalyani main aaj akhri bar bol raha hun jo bhi hain mujhe bolo ye khudse baat karna band aajse abhise!
K - ji malharji
M - ye kya ji ji laga rakha hai, jo pucha hai uska jawab do. Ye naya drama kya hai tumhara
K - kuch nahi malharji, woh aap pillu se keh rahe the na tumhari aai kitni immature hai kitna bolti hai. Isliye main ab sirf kaam ki baat hi bolungi.
M - kyaa? Aur phir ye kya hai ye baal aise, ye aisa huliya kyu banaya hai.
K - woh kya hain na main mature nahi hoon na aur maine dekha bhi ke main toh mature lagti bhi nahi hoon. Toh maine socha thoda mature banne ke liye aai jaisa bun bana lu aur baki bhi thoda mature lady jaise pehen loo. Thodi girlish cheeje kam karungi tabhi to mature lagungi main.
M - (slapping his forehead smiling, sach mein pagli mili hai mujhe)
K - kya hua malharji lag rahi hoo na mature ab?
M - (softly) Kalyani, aao idhar baitho. Are main to moksh se aisehi baat kar raha tha tumne ise itna seriously kyun ke liya. Abhi tumhari umar hai jaise tumhe lage tum vaise reh sakti ho. Tumhe mere liye badalne ki jarurat nahi hai. Har ek ki apni ek personality hoti hai aur uski rehen sahen, uska appearance ye sab uski personality ko represent karte hai. Toh tumhe koi aur banane ki bilkul jarurat nahi hai. Tum jaisi ho waisi hi raho.
(Kalyani was thru out, without blinking an eye looking at Malhar mesmerized.)
Aur suno ye kya balon ka haal banake rakh hai, saying this bend passed her and opens her hair untieing the bun. Kalyani closed her eyes he was so close to her that something happening to her. He opened her hairs and caressed them.
Music playing in background
Yeh hawaye julfo me teree gum ho jaye
Yeh hawaye julfo me teree gum ho jaye…
Ho chume nigaho se chehra teraa,
honto se chhoo le phir daman teraa…
Apni panaho me tujhko bhare,
meree aarju ko pareshan kare….
yeh hawaye julfo me teree gum ho jaye….
She was feeling his hands in her hairs. It was soothing; it's all new for her. This feeling, butterflies in stomach she was out of her mind. She decided to just feel the moment right now irrespective of many thoughts and emotions coming her way. Malhar was also lost in the moment, he was caressing her hairs kept a hand on her cheeks and just their eyes met. The moment they had eyelock it reached deep to their soul. It was that tender moment one should be longing. Kalyani softly rested her head on his chest and he instantly wrapped her in his arms. It was solace for both of them....💕