Muje toh laga tha Azaan only Shayra par hi gussa dika sakte hai Dadi ke liye.Lakin Aaj toh Azaan dadi par hi gussa dikaya lakin gussa ko control bhi kiya taki koi badttameez na ho jaye. Dadi ne Shayra ko orphan bolke indirect insult kiya woh bhi pyar se aur Azaan toh gusse se aankhe badi karke dadi ko dekhne laagi aur Shayra ki taraf dekne lag gaya ab begum ko bura na lage isi liye dadi ko chup karne bola aur dadi dialogue is are beta naraz mat ho.Azaan dadi par aaj sach mein toda gussa hogya tha.Mean kaise hogya??