Actually I felt that Sadia at time was unfair to umair too.She told him my sister deserves better than you.She did fight back at quite few places but change started to come when her mom visited and told her umair was her husband and she should accept him.before that this whole fiasco of rape had happened.so her acceptance was also slow and in a way was realistic.i think honor of her family and herself matters a lot to her and lot of her decisions reflect that.She deserves a second chance at happiness which Ahmer denied her by divorcing her.So I want happy ending for her but shown gradually.also Sadia never blamed zoobie.she trusted her blindly and even now thinks her sister is mistaken.she has no idea her sister is behind almost all her sufferings.
Sadia ne nikaah k time bhi umair ko blam kiya and said tumhri wajah se meri life kharaab hui and same cheez umair ne boli
Basically umair n sadia dono hi galat the dono ki life zobi ne kharaab ki thi b/c juth zobi ne kaha tha wo dono to sach Bol rahe the sabse ,but sabne zobi ko sach samjha .
Agar sadia aur umair dono normally baat karte ekdusre se to wo dono bade aaram se apne nikaah se bahar aa sakte the ..umair ko zobi mil jati and sadia ko Ahmer b/c wo Ahmer se bina halala kiye shadi kar sakti thi kyu k ruksti nahi thi unki .but sadia umair ko bura bhala bolti rahi and umair bhi same behaved karta Gaya sadia k saath jaisa wo usko samjhti thi
Umair k liye sadia ka rape karna usko dominate karne jaisa tha he think sadia ne usko kaha tha k wo zobi k dil me nafarat bhar degi umair k liye and that’s y he raped her and he think ye kar k usne sadia ka self respect Tod diya and usko apne saamne jhuka diya hai .sadia umair k beach kaun saccha hai ye war nahi thi dono k beach ego ki war thi ,jis me umair Nashe me to jeet Gaya but in reality apni real senses me wo sadia se haarta chala gaya b/c sadia ki acchayi and uska aaliya ki care karna usko sadia ki taraf karta chala gaya .and kab wo zobi k attractions se bahar aakar sadia ka husband ban Gaya usko bhi pata nahi chala.
Mayou par wo zobi ko Ahmer k saath nahi Dekh sakega and isliye wo mayou par nahi Jana chahta tha but waha jab Gaya to zobi ki jagah sadia ko Ahmer k saath nahi Dekh saka.
182