@labhya no offence mata.... Aaj sorry bolna zaroori hai....
@su di sorry, sorry, sorry😔🙂.Mai yahan nahi ayi... Balki Mai tab phone mein nahi thi. Mood kharab thi... Aur kuch kaam bhi tha...! Kal late hongi... Lekin ayungi pakka promise to you!
@hash tu kuch bhi mat bol... Liar Bana diya huh! Suhani di, aapne twitter pe Jo dekha tha uske Baad Mai ayi thi... Idhar! Kal bhi ayungi... Pakka!
@prachi tere se zyada mera timing kharab chal Raha hai for sure! And nicknames ki dukan hum dono ki to bahooot hai, behan!
@anshika tumhara bhi nickname Guddu wow, waise chasma to apna bhi hai... Lekin fortunately chashmish koi nahi bulata🤣.