Malhar ek aisa character hai ki sivaye kalyani ki sab ne uska istemal ki , dard pauchaya and mistrust karne ki 1000 reasons diye hai....kalyani ne situation 2 bar bigara ek ketki ko full trust karke ...duja behoshi ka natak karke.And as usual Malhar jisse sab se zyada pyar karta hai usipe apna pain angst aur mistrust dal deta hai...