Originally posted by: SaruSenan
Sahi baatš¤£Angad se kuch na ho paata basss maar khana usse bahut ache se ho paata hai woh bhi sabseš¤£
Wo Jindal saab ka karz utarta hai maar kha kha ke
but actually mein karz badh raha hai cause Jindal saab hi usse bachate rehte hai š¤









Kya nichoda hai Akshat ne Buddhe ke gale ko