Haa kl se pakkaš
Kajal š¤
Alia is so funny and typical 🤣🤣
🏏New Zealand Tour of India 2026: 1st ODI: Vodadara on 11/01/26 D/N🏏
TRUTH AFTER 17th
🏏WPL 2026: Match 3: DCW vs MIW at Navi Mumbai on 10/01/26🏏
Dhurandhar is the 1st BW film to gross 1000Cr in India
CELEBRATION🎉 12.1.26
Congratulations to Kyunki on finishing 2000 episodes
🏏WPL 2026: Match 4: DCW vs GGW at Navi Mumbai on 11/01/26🏏
Haa kl se pakkaš
Kajal š¤
Originally posted by: captainplus
wo bhi dikha denge š
Intezaar rahega
Originally posted by: captainplus
humm š¤
Kya hua interesting na haiš³
Puri tarah se hila diya aur jab shaadi ke jode mein dekhke toh gir bhi jaayegiš
Waise jaise mentor karege waise student karegi
Gudiya ko jhatak sa lehenge mein dekhkar Jindal Saab phisalne wale hai aur khud dulhe ka kapde pehanke apni khud ki shaadi karwane wale hai
Yeh Jindal Saab na hai
CV's hum pakad sakte hai

Congratulations Sarušš„³
Thank u Jiš¤
Chalo hamesha aisayich khush rahiye aapā¤ļøtcš¤
Originally posted by: captainplus
current ne mood bigad rakha hai yaha š”
Tabhi main sochu aap achanak gayab kidher ho gayeš¤ Well hum samajh sakte hai iss current ki nautankiš”
Originally posted by: SaruSenan
Tabhi main sochu aap achanak gayab kidher ho gayeš¤ Well hum samajh sakte hai iss current ki nautankiš”
current bohot nacha raha aaj
abhi tak na lauta
Chalo aa jayegaaaš¤