Akshat papers nikalega aur sign karega aur kahega guddan se yehi chahti ho na tum iss liye hona iss ghar mein to yeh lo aaj se mein apna sara shares tumhare naam karta join bhootni chorni ka rang badalgaya jatka lagayega dono ki akshat ki aake saaf hai dard aur takleef aanso akshat kahega ab yeh ghar yeh paisa yeh sab tumhara hai lekin baghwan ki liye antara Ka picha chor do main antara se yahan se lejaonga aur tum antara ki zindagi bilkul door rahugi guddan raho tum iss alishan mehel mein guddan main antara se yahan abhi iss waqt se lejaonga ek bache ki qatil ki saath nahi jee sakta aaj paisa hai tumhara pati tumhara parivar tumhara sab kuch hai guddan yeh paisa tumhe sab kuch lekar de sakta sab kareed sakti ho par afsoos rishte bhi kaun nahi hai tumhe
Dono ki akhein dard aur takleef bechari guddan