Originally posted by: arfanazneen
kuchh tumhΔrΔ« nigΔh kΔfir thΔ«
kuchh mujhe bhΔ« αΈ³harΔb honΔ thΔ
Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair,
Jiske Hote Huye Hote Thay Zamane Mere
Originally posted by: arfanazneen
kuchh tumhΔrΔ« nigΔh kΔfir thΔ«
kuchh mujhe bhΔ« αΈ³harΔb honΔ thΔ
Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair,
Jiske Hote Huye Hote Thay Zamane Mere
Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair,
Jiske Hote Huye Hote Thay Zamane Mere
ab ke ham bichhαΈe to shΔyad kabhΔ« αΈ³hvΔboΓ± meΓ± mileΓ±
jis tarah sΕ«khe hue phuul kitΔboΓ± meΓ± mileΓ±
Originally posted by: arfanazneen
ab ke ham bichhαΈe to shΔyad kabhΔ« αΈ³hvΔboΓ± meΓ± mileΓ±
jis tarah sΕ«khe hue phuul kitΔboΓ± meΓ± mileΓ±
Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega,
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega
Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega,
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega
apne sar ik balΔ to lenΔ« thΔ«
maiΓ± ne vo zulf apne sar lΔ« hai
Hamare Sheher Aa Jao Sada Barsaat Rehti Hai,
Kabhi Badal Baraste Hain Kabhi Aankhen Barasti Hain
Hamare Sheher Aa Jao Sada Barsaat Rehti Hai,
Kabhi Badal Baraste Hain Kabhi Aankhen Barasti Hain
maiΓ± vo sahrΔ jise paanΔ« kΔ« havas le DuubΔ«
tΕ« vo bΔdal jo kabhΔ« TuuT ke barsΔ hΔ« nahΔ«Γ±
Originally posted by: arfanazneen
maiΓ± vo sahrΔ jise paanΔ« kΔ« havas le DuubΔ«
tΕ« vo bΔdal jo kabhΔ« TuuT ke barsΔ hΔ« nahΔ«Γ±
Chalne Ka Hosla Nahi, Rukna Mahaal Kardia,
Ishq Ke Is Safar Ne Toh Mujhko Nidhal Kardia
Chalne Ka Hosla Nahi, Rukna Mahaal Kardia,
Ishq Ke Is Safar Ne Toh Mujhko Nidhal Kardia
aziiz itnΔ hΔ« rakkho ki jΔ« sambhal jaa.e
ab is qadar bhΔ« na chΔho ki dam nikal jaa.e
This is apt for the lover boy
Originally posted by: arfanazneen
aziiz itnΔ hΔ« rakkho ki jΔ« sambhal jaa.e
ab is qadar bhΔ« na chΔho ki dam nikal jaa.e
This is apt for the lover boy
Sabke Dilon Mein Dhadkana Zaruri Nahi Hota Saahab,
Logon Ki Aankhon Me Khatkne Ka Bhi Ek Mazaa Hai.