Originally posted by: bluemoon255
phir upar maanate yeh honeymoon
Nahi nahi Kallu bachayegi Malhar ji ko
ACP sahab ne aaj rula diya
Meri jaan bhi chali jaaye aisa kaha😭😭
Aisa mat kijiye
Kalyani ko ab thoda thoda realise hoga shayad ki Malhar ji bhi hai uski life mein