Jindal saab ka tamana jab Antara usse kiss jare thi woh uski khayal mein kash antara ki jagah guddan hoti 😆today episode bhut mazaa aagaya
Akshat ka dialogue today kabil taarif hai khas kar jab woh kaha jo ehsas abhi woh meri marzi thi but antara ki saath mujh jhoot bolkar mjboori thi
MATLAB woh antara se pyar nahi karta sirf majboori fikar samajhta kyun ki woh insaniyat baba par jab antara uski guddan ko dard aur takleef degi jab uski sachai ayegi sabki samne akshat khud usse nikalega