Originally posted by: khatimeethi
Hahaha mishti bhi na ,Mai kabhi na kahunđ¤Ł
Actually yeh acha tarika hai emotional blackmail ka. 𤣠gussa ho ya kuch bhi ho Manana usko hi padega. Go mishti girl. Dekhte hai kab tak ruhaan babu ko farak nahi padtađ