Mauli aur veer ke situation mein bahut farak hai. Mauli se koi yeh nahi keh raha tha ki woh usi se shaadi karenge aur jub shaadi ki lag bhag tayari ho gayi ho to shaadi ke liye mana kar do
To yahan mauli ki situation and veer ki situation poor tarah alag hai
Koi kisi ko yeh kahe matlab koi kisi ko baar baar yeh aasure karta rahe ki woh usi se shaadi karega aur shaadi ki tayari shuru ho jaaye aur shaadi ke khuch din pehle mana kar deta hai koi bhi accha bhala insaan apna hosh kho baithega
Shaadi nahi karni thi to mishty nahi karti. Koi nahi keh raha ki jisse tum pyar nahi karte use tum jabardasti shaadi karo
Pur Kam se Kam kisi assurance to mat do ki Haan shaadi karne mein koi problem nahi jub mishty ko shaadi karni hi nahi thi . Shaadi nahi karni thi to mishty shaadi ki tayari shuru bhi ho gayi to bhi mishty kyon assurance deti rahi veer ko
Btw I want to say ki veer mishty aur ruhaan jaise logon ko bhoolne ki koshish kare aur zindagi mein aage bhadne ki koshish karenge
Aur mishty aur ruhaan ke chakkar mein pad ke apne aap pshyco na banana