Originally posted by: khatimeethi
Attention chahiye bas
Samajh gayi😆
Jennifer Winget is Getting married 🎉🎉🎉
🏏India tour of England, 2026: England vs India, 2nd ODI, Cardiff,🏏
Whose Marriage will happen first in show?
First Look - Haiwaan - Akshay Kumar Saif Ali Khan
15 years of Zindagi na Milegi Dobara.
Ramayna trailers certification
Originally posted by: khatimeethi
Attention chahiye bas
Samajh gayi😆
Waise ye wala montage better hai Ex nhi hai isme😎
Originally posted by: Angelicdiya
Waise ye wala montage better hai Ex nhi hai isme😎
Yeah true😆
Mishaan's craze😎
Originally posted by: pranurosid
Yeah true😆
MisHaan fans ka kamal hai. THode possessive hai, lekin cv's ko itna pareshan kare hai, ke unhe sunna padta hai.😆
Ruhaan ke fans bhi ajeeb hai. Chate hai misti ruhaan ko bachaye🤣
Originally posted by: Angelicdiya
Ruhaan ke fans bhi ajeeb hai. Chate hai misti ruhaan ko bachaye🤣
Achha jo bhi ho bas iss baar MisHaan ke baare mein sab ko pata chalna chahiye..Main toh bas yahi chahti hu
Originally posted by: pranurosid
Achha jo bhi ho bas iss baar MisHaan ke baare mein sab ko pata chalna chahiye..Main toh bas yahi chahti hu
Main bhi yahi chati hun. Aur phir dadi misti aur ruhaan ko ghar se bahar nikal de😆. Then humare MisHaan shadi karle aur saathiya movie jaisa story ho.
Samajh nhi aa rha Misti aur Ruhaan dono ko kidnap kyun karwaya? Kya buy1 get1 offer tha😆
guys teju IF profile me galat photo hai na ham kuch kar sakte hai kya uskeliye