Originally posted by: surabhi01
Where I said ruhaan pari se jabardasti pyar kare
Highlight that line where I said ruhaan should love pari
And yes apni kisi special person ko doosron ke liye chodna sacrifice hota hai
And bahut log reality check hone ke bajwood bhi kisi ka, peecha nahi chodte and pari is not one of them
I will call it sacrifice. If u don't think it is sacrifice it is ur opinion. But I will call it sacrifice
Jo tumhara ho usko tum chod do usko sacrifice bolte hai .
Ruhaan kabhi pari ka tha he nai to jo kabhi pari ka tha he nai usko pari kaise sacrifice karegi 😆
sacrifice and donation ka definition Mahabharat ke karn ne jo sikhaya tha waisa hota hai.
If you want to call it sacrifice then let's continue it with sacrifice word , must say Gem pari agar ruhaan ke piche bhi padi to b ruhaan ke dil par raj nai kar payegi 😆
Gem Pari ne agar ruhaan ko sacrifice nai kiya to b woh ruhaan ke dil par raj nai kar payegi or hamesha ruhaan ki saali he kehlayegi 😆
Gem pari suppose sacrifice karti bhi hai to jinko sacrifice ka true definition pata hai woh usko kabhi as sacrifice accept nai karege 😆.
Conclusion is sacrifice kahe ya na kahe , pari triangle ka woh corner he rahegi jo connected to dono edges se hai par fir bhi sirf corner he hai triangle ka .
Bdw in future pari kya dialogue bolegi , agar Maine ruhaan ko sacrifice nai kiya hota to Aj ruhaan mera jiju nai pati hota😆😆