phir toh kallu ka pachka ho jayega
K - malhar ji aap tatto q banwa rahe h
M - kalyani yeh mera tarika h pyar jatane ka
K - kya aap pyar karte h...yeh kab ho gaya malhar ji...mainey toh kabhi nhi socha
M - tum pyar nhi karti
K - nhi...haan...nhi matlab main q karungi
M - mujhe laga tum moksh se pyar karti ho
K - malhar ji aapko koi shaq h kya arey pillu se toh main sabse jada pyyar karti hu...ek minute pillu se pyar matlab wo kahan se bich mein aya
M - abhi tumne hi toh kaha ki pyar nhi karti jab mainey kaha ki main moksh ka naam tattoo kara raha hu
K - aap moksh ka naam tatto kara rahe h
M - haan q tumhe kya laga
(Kaka enters)
S - arey malhar kalyani ne kaha tum uska naam tatoo kara rahe ho chalo accha yeh gift tumhare talcum powder se toh accha h
M - kya kalyani ka naam tatto....kalyani
K - kaka mainey kav kaha...vo toh pillu ne kaha...hai na pillu...pillu tu v na kitna jhooth bolta h
(Pillu will be like mainey kya kiya)
🤣
Bechara pillu apne aai baba ke beach pis raha hai cutie pie....