Originally posted by: KunwaariDaayan
Hehehe u funny Mr Kabootar ji. 😃We just met late last night and u already missed me that much. 😲Do u remember when I came knocking on u door in wee hours of the morning looking for my nakli kameena patidev?Yaad hai na aap ko Kabootar ji😳Maine ek gilass paani bhi maangi aap se aur aapne Iss besahaara badnaseeb Daayan ko bohot pyaar se pilaya tha thanda thanda refreshing paani. 😳And do u remember I told u to pass on a tasveer and a gaana to my nakli kameena patidev? Sab yaad hai na aap ko?? 😳Kya aapko mila woh green baalon wala Joker? Uske paas Sachme mera kuch keemti samaan the joh mujhe jald wapas chahiye.
Kaise yaad hoga meri daayan sahiba? neend mai tha in wee hours of the morning and u were without makeup 😃 wo to jab tumne 2-3 thappad mar ke jagay tab pata chala kee tum ho 😆haan tumhara tasveer and gaana tumhara nakli kameena patidev ko de diya tha bol raha hai woh keemti samaan jo tumhara hai na ab uska keemti samaan ban gaya hai hargiz nahi wapas dega. uss green baalon wala joker ne muje dhamka kar bahar nikal diya usne mere face ko punch bhi kiya "KD" nishaan ban gaya hai meri gaal par dekho to 😳 usne yeh song behja hai tumko sun lo dhyaan se every word
544